Posts Tagged ‘bata’

Dard mein har koi
muskura nahi sakta,
Apne dil ki baat sabko
bata nahi sakta,
Roshni lene wale khud
mehsus kar lena,
Chirag jal to sakta hai par
apni taklif bata nahi sakta..